Official recipe
Talbinah banane ka tareeqa
Takes about 5 minutes · 1 bowl
- Pan mein 2–3 chammach (tablespoons) Talbinah daalein.
- 1 glass (250 ml) doodh add karein.
- 4–5 minute dheemi aanch par pakayein, chalate rahein.
- Gaadha hone par bowl mein nikaalein.
- Chahein to shehad, khajoor, nuts ya seeds se garnish karein.
Topping ideas
- Dates & honey
- Apple & cinnamon
- Banana & nuts
- Seeds
Kab khayein
- Nashta
- Sehri
- Shaam ka snack
- Raat ka halka khana
