Recipes

Aasaan, ghar jaise tareeqe. Nashta, sehri, shaam ka snack ya raat ka halka khana.

Talbinah bowl topped with honey and nuts
Official recipe

Talbinah banane ka tareeqa

Takes about 5 minutes · 1 bowl

  1. Pan mein 2–3 chammach (tablespoons) Talbinah daalein.
  2. 1 glass (250 ml) doodh add karein.
  3. 4–5 minute dheemi aanch par pakayein, chalate rahein.
  4. Gaadha hone par bowl mein nikaalein.
  5. Chahein to shehad, khajoor, nuts ya seeds se garnish karein.

Topping ideas

  • Dates & honey
  • Apple & cinnamon
  • Banana & nuts
  • Seeds

Kab khayein

  • Nashta
  • Sehri
  • Shaam ka snack
  • Raat ka halka khana

Shop Talbinah

Granola with almonds, cranberries and pumpkin seeds
Ready to eat

Granola khane ke tareeqe

No cooking needed

  • Milk bowl: thanda ya garam doodh daal kar.
  • Yogurt parfait: dahi, granola aur phal ki layers.
  • Fruit bowl: kele, seb ya berries ke upar crunch.
  • On-the-go snack: seedha pouch se ek mutthi.
  • Bachon ka tiffin: chhote dabbe mein, school ke liye.

Ghar par kaise banta hai

Oats, nuts aur seeds ko honey ya natural sweetener ke saath achhi tarah mix karke tray par 160°C par 15–20 minute bake kiya jata hai, aur thanda hone par store kiya jata hai.

Shop Granola

Enjoy as part of a balanced diet.